Facebook se paise kaise kamaye 2020

Facebook se paise kaise kamaye? How to earn money from Facebook in hindi in 2020

Facebook se paise kaise kamaye Facebook se paise kamane ke tarike, facebook se kaise kamaye, best way to earn money in hindi, how to earn money from Facebook in hindi, affiliate marketing se paise kaise kamaye

5 simple way to earn money from Facebook in hindi in 2020 Facebook, Instagram dono hi social media ke bahut hi bade platform hai. Yaha perday million user aate hai aur din ba din Facebook ke users me growth ho rahi hai Facebook chalane bale har din naye users aa rahe hai.
Facebook kisi bhi product ke advertisement ke liye jitna sasta aur achha platform hai utna hi achha bhi hai. Yaha se aap bhi asaani se lakho me earnings kar sakte hai.
Agar aap bhi Facebook se paise kamana chahate hai to pahale aapko ye samjhana hoga ki facebook ek aisa market place hai jaha par lakho ki countings me log pure din online rahate hai or bhi achhi bat ye hai ki yaha par log pure din online bane hi rahate hai.
Agar aapne facebook ko samajh liya to aap bhi facebook se paise bahut hi aasani se kama sakate hai iske liye aapko pahale kuch rules ko follow karna bhi hoga kuch kaam bhi hoge jo aapko karne hoge. Facebook se paise kamana jitna saral hai utna hi kathin bhi hai.

5 simple way to earn money from Facebook in hindi - 2020

Paise kamane ke liye facebook hi kyu?

Vaise to aapko pata hi hoga ki bahut sare bade social platform hai jaise ki Instagram, WhatsApp, Twitter, etc par Facebook bahut ke users bahut hi jyada hai aur iska network worldwide bahut hi jyada faila hai.
Ek aur iska bada karan aur bhi hai ki ye baki social media platforms se bahut hi jyada purana hai. Isko har koi janata hai.
Instagram, WhatsApp, Twitter ye sabhi social sites ek limited features hi deti hai par vahi facebook ko dekha jaye to isme bahut hi jyada features available hai.

Facebook se paise kaise kamaye? How to earn money from facebook?

Facebook par paise kamane ke liye bahut hi sare jariye hai jinke dwara bahut sara paisa kamaya ja sakata hai. Unhi me se 10 simple tarike facebook se paise kamane ke share karane bale hai unko ham bahut hi details me samajhege ki facebook se paise kaise kamaye?

  • Facebook market place se paise kaise kamaye?

Facebook market place facebook ke dwara hi nikala gaya ek bahut hi achha tool kah sakate hai ya fir ise ek achha facebook ke dwara diya gaya feature kah sakte hai. Yah platform aapko seedha saman apne customer ko bechane ka option deta hai. Isme aap apne product ki ek post bana kar usme uski price, about, aur bhi kai sare chijo ko mention kar sakate hai. Isme aapko us product ki image ko bhi share karne ka option milata hai.
Jaisa ki aapko pata ki facebook ka user base bahut hi bada hai vaha par millions ka traffic raahata hai to vaha par aap apne product ko list karke apana ek bahut hi achha customer base bana sakte hai. Yaha par aap apne product ko worldwide distribute kar skate hai.

  • Facebook par affiliate marketing karke

Affiliate marketing ke bare me vaise to hame ummid hai ki aapko iske bare me pata hoga agar aapko pata nahi hai ki affiliate marketing kya hoti hai? To me aapko kuch uske bare me bata deta hu. Affiliate marketing me aapko ek company ke product ko facebook par promote karke uske sells ko increase karavana hota hai. Jitne aap us company ke product ke selling karavayege aap utna hi jyada commission earn kar sakte hai. Isme aapko har product ke liye ek fix commission diya jata hai. To aap apni facebook par jitna jyada promotion kar ke uski sells karvayege aap utna hi jyada commission generate kar payege.
Iske liye aapko bahut sare bade website mil jayege jinke aap affiliate program ko join kar sakate hai. Aur fir aap uske product ko promote karke apana commission kama sakte hai. Kuch bade affiliate program ke name ham aapko bata dete hai jinse lakho log per day ke lakho ki earnings kar payege.

  • Apane khud ke business ko facebook par promote kar ke paisa kamaye | advertise your own business on Facebook

Jaisa ki ham aapko pahale bhi bata chuke hai ki facebook ek bahut hi jyada users bala social media platform hai. Yaha par lakho ki counting me hamesha log online rahate hai. To aap yaha par bahut hi achhe se apne business ko free me promote karke paisa kama sakate hai.
Iske liye aap facebook par ek achha sa page banaiye aur aap fir vaha par apne business se related content bana kar vaha par apne followers ko dijiye. Isse aapaka ek bahut hi achha user base ban jayege to aap vaha par apne business bale product ko apne followers ke sath share kar ke uske faayade bata kar unhe sell kar payege. Isme bahut achhi baat ye hai ki aap agar apne business ko offline promote karege to aap ek area wise hi ek network bana payeye par yaha par aapko customer puri duniya se milege. Yah suvidha aapko facebook free provide kara raha hai. Agar aap iske liye paid ads ka bhi use karege tab bhi aapko utna jyada mahaga nahi padega. Iske ads utne jyada expensive nahi hote hai isme aap bahut kam budget me achhe khase ads chala sakte hai.

Yah bhi pade-

Ghar baithe whatsapp se paise kaise kamaye hindi me 


  • Facebook ke liye content create kar ke

Agar aap likhane ke shaukeen hai aap passionate hai likhane ke liye to aapke liye ye bahut hi achhi opportunity hai. Aap facebook ke liye bhi content likh kar paise kama sakte hai. Facebook achhe content writers ko free me promote karata hai unke liye bhi uske liye platform hai.
Facebook par likhane ke liye aapko sabse pahale 22 social par account banana padega. Vaha par aap jaise chahe apna content provide kara sakte hai aap chae to PDF, word, ya fir kisi dusre format me aap apana content de sakte hai. Aapko iske liye facebook ki guide line ko follow karte huye ek page banana hai aur vaha apana content provide karana hai.

  • Facebook likes ko bechkar paise kamaye  earn from selling facebook likes

Facebook par aapko pata hai ki like comments ke liye kitna jyada apne dosto me competition rahata hai hai kiske kitne jyada like aate hai. Aapne bhi dekha hoga ki aapke dosto me bhi kitna jyada compilation rahata hoga ki tumhare kitne like aaye to aapke kitne like aaye. Hamesha se hi facebook par likes aur comments ek charcha ka vishay rahe hai.
Kuch logo ka manana hai ki ye sab karna galat hai par isko kuch log sahi manate hai kyuki galat tarike se koi bhi kaam karna sahi nahi hota esa logo ka manana rahata hai magar jo log ise sahi manate hai aap unke liye kaam kar sakte hai.
Jab aap bina system ko hack kiye aap logo ko likes provide karayege to log sidhi si baat hai iske liye ek achha amount bhi pay karege isse aap kam se kam 1000 like ke liye aap 70 se 100 dollar tak charge kar sakte hai. Isse aap asani se ek achha amount bana sakte hai.

Conclusion

Hame ummid hai ki aapko hamare dwara bataye gaye facebook se paise kaise kamaye ke sare tips achhe se samajh aa gaye hoge agar aapko kuch bhi samajh na aaya ho to aap apni queries ko comment me jarur puche. 

Post a Comment

0 Comments